Ghum Na Ho Wahan Jahan Ho Afsaana Tera..
Ye Duniya Dhoondti Rahe Aashiyana Tera
Wo Waqt Hi Na Aaye Ke Jab Tu Udaas Ho
Ye Duniya Dekhti Rahe Muskurana Tera
Reth Pe Kabhi Naam Likhte Nahin
Kyunki Reth Pe Likhe Naam Tikte Nahin
Aap Kehte Ho Pathar Dil Mujhe
Par Pathar Pe Likhe Naam Kabhi Mitt Te Nahin
Aapki Dosti Ko Kya Kya Khitab Doon
Par Jo Khud Gulsitan Hai, Kya Gulaab Doon
Tum Door Ho Magar Ye Ehsaas Hota Hai
Koi Hai Har Pal Jo Dil Ke Paas To Hota Hai
Yaad To Aati Hai Sabki Magar
Aapki Yaad Ka Andaaz Kuch Khaas Hota Hai
Aapki Dosti Ko Kya Kya Khitab Doon
Nazar Jhuki To Paimaane Bane
Dil Toote To Mehkhaane Bane
Kuch To Hai Aapme Kyunki
Yoonhi Nahin Hum Aapke Deewane Bane
Aapki Dosti Ko Kya Kya Khitab Doon
Par Jo Khud Gulsitan Hai, Kya Gulaab Doon
Aapki Dosti Ko Kya Kya Khitab Doon
Koi Kehta Hai Pyaar Nasha Ban Jaata Hai
Koi Kehta Hai Ke Pyaar Saza Ban Jaata Hai
Mil Jaye Agar Sacha Pyar Kisi Ko
To Ye Pyaar Hi Jeene Ki Wajah Ban Jaata Hai
Aapki Dosti Ko Kya Kya Khitab Doon
Par Jo Khud Gulsitan Hai, Kya Gulaab Doon
Aapki Dosti Ko Kya Kya Khitab Doon
Na Mile Saath Kisi Ka To Hame Yaad Karna
Tanhai Ho Mehsoos To Hame Yaad Karna
Khusiyan Batane Ke Liye Dost Hazaar Rakhna
Par Agar Gum Batana Ho To Hume Yaad Kar Lena
Aapki Dosti Ko Kya Kya Khitab Doon
Aapki Dosti Ko Kya
Aaj Hum Hain To Kal Hamari Yaad Hogi
Jab Hum Na Honge To Hamari Baat Hogi
Kabhi Palat Gaye Zindagi Ke Panne To
Aapki Aankhon Mein Bhi Shayad Barsaat Hogi
Aapki Dosti Ko Kya Kya Khitab Doon
Par Agar Gum Batana Ho To Hume Yaad Kar Lena
Aapki Dosti Ko Kya Kya Khitab Doon..........!!

Please Do Click g+1 Button below If You Liked The Post & Share It